1/13
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 0
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 1
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 2
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 3
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 4
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 5
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 6
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 7
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 8
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 9
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 10
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 11
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu screenshot 12
Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu Icon

Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu

Deen-E-Haq
Trustable Ranking IconBetrouwbaar
1K+Downloads
9MBGrootte
Android Version Icon4.1.x+
Android-versie
1.3(30-06-2020)Nieuwste versie
-
(0 Reviews)
Age ratingPEGI-3
Downloaden
DetailsRecensiesVersiesInfo
1/13

Beschrijving van Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu

In This Urdu Application You Can Read The Benefits Of Surah Ikhlas.

Surah Ikhlas Sa Apni Mushkilat Ko Hal Krain.


Ab Kisi Donghi Peer Ya Fakeer Kay Haton Lutnay Sa Bathr Ha Khud Apni Tamam Mushkilat Ko Hal Krain Or Allah Sa Madad Mangain.

Surah Ikhlas Ki Asi Karamaat Kay Jo Har Musalman Ko Maloom Honi Chyia.

Mian Biwi Main Mohabbad Pada Krain, Bacho K Lia, Na Mardagi Ka Ilaj Or Bhot Kuch Is Application Main.


Abhi Muft Download Krain Or Allah Sa Apni Mushkilat Ki Dua Mangain.

Is Surah key bohat sey fawaid hain:

Jo koi is surah ko 3 martaba parhe to us ko Quran Mukammal kerne jitna sawab milta hai..

Is key fawaid main ne nechy likhe hain:


1.Pagal Pan Ka Ilaaj:

jis kisi ko pagal pan key dore parte hon to dusra shakh ba wuzu haalat main 3 martaba Durood parhe aur 121 martaba yeh surah parh ker paani per dum ker key mareez ko 40 din tak pilaay to Allah Pak key fazl o karam sey mareez ki haalat theek ho jay gi....Inshallah.


2.Her namaz key baad 100 martaba is surah ka wird kerne wala dili sukoon aur Itmenan pata hai.


3.jo koi raat ko soney se pehle ba wuzu haalat main her roz 121 martaba is surah ko parhe aur so jay.rozana is surah key mamool se us ka shumar "saahibe kashf" main hone lagey ga.


4.ager kisi aurat ka khawand sharab pene ki buri aadat main mubtala hoto wo 7 martaba parh ker paani per dam ker key shohar ko pilaay to shohar ki yeh aadat choot jay gi.


5.jis kisi ne imtehan dena ho kamrahe imtehan main jate huey is surah pak ki wird kare to Allah usy imtehan main kamyabi ata farmaye ga.


6.ager kisi ko kisi sawal ka jawab maloom kerna ho to usy chahiye key Jumay ko nisf shab key waqt uth ker wuzu kare.2 Rakat namaz ada kare bad namaz 150 martaba "Ya Khabiro Ya Aahadu" parhe .phir wahen so jay.is tarah usy khawab main jo kuch nazar aaye wohi us key sawal ka jawab ho ga.


7.Dunyawi haajton key liye 490 martaba is surah ka wird kerna bohat mufeed hai.


8.jis key daant main dard ho wo yeh Surah 11 martaba parh ker 1 cup paani per dam kare aur din main chand baar pi le to daant ka dard khatam ho jay ga.


9.ager koi bemari ke galbe ki waja se be hosh ho jay to mareez key sarhane ba wuzu haalat main 313 martaba parne se mareez ki behoshi ki halat khatam ho jay gi.


10.jo koi her namaz key bad is surah ka wird apne naam key aadaad key mutabiq parhe to Allah Pak himmat o hosla ata farmata hai.


11.jo koi khana khate waqt is surah pak ka wird kare to jo khana khaye ga wo taaqat pohanchay ga.


12.jo koi her namaz key baad is surah ko 41 martaba parhe to us ko ilm ki dolat mile gi.


Some Main Topics Of This App In Urdu:


Surah Ikhlas Ka Fazail

Surah Ikhlas Ka Dam Shuda Tail.

Har Qasam Ka Dard K Lia.

Dard E Shaqiqa.

Mushkil Kushai K Lia.

Jado Ka Tor K Lia.

Shataini Asrat Sa Bachna K Lia.

Pagal Pan Door Krna K lia.

Galay Ka Amraz K Lia.

Hifazat E Hamal K Lia.

Bad Nazri K Lia.

Har Qisam K Bukhar K Lia.

Ziyarat E Rasool Akram (S.A.W.W) Kay Lia.

Jinat Ki Hazri K Lia.

Istakhara K Lia.

Qubaliat E Dua K Lia.

Izat O Martabay K Lia.

Har Khail Main Kamyabi K Lia.

Muqadma Main Qamiyabi k lia.

Qaid Sa Rehai K Lia.

Adaigai E Qarz K Lia.

Ghar Sa Bhagy Huay K LIa.

Hifazat K lia.

Sulah K Lia.

Hub Mohabbat K Lia.

Husband & Wife Main Mohabbat K Lia.

Pasand Ki ShADI K lia.

Tariqi K Lia.

Rizq K lia.

Biwi Ko Naik Banany K Lia.

Nahosuat Khatam Krna K lia.

Or Is K Ilawa Bhot Sa Wazaif Jo Ap Ki Zindagi Badal Dayin Gy.


Features:

Amazing Graphics.

Pinch To Zoom Option.

HD Pages.

Share Option.


Free Downlaod Now. You Can Also Use This Application Offline.


Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu - versie 1.3

(30-06-2020)
Andere versies
Wat is er nieuwMinor Changes.

Er zijn nog geen recensies of beoordelingen! om de eerste te zijn.

-
0 Reviews
5
4
3
2
1
Info Trust Icon
Goede app gegarandeerdDeze app heeft de beveiligingstest voor virussen, malware en andere schadelijke aanvallen doorstaan en bevat geen enkele bedreiging.

Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu - APK-informatie

APK-versie: 1.3Pakket: com.deenehaqapps.surah.ikhlas.mushkilat.Hal.Islamic
Android-compatibiliteit: 4.1.x+ (Jelly Bean)
Ontwikkelaar:Deen-E-HaqPrivacybeleid:https://docs.google.com/document/d/15jZVhnpBI-ni4KsC9O3RnEuqoqQ-yCn3y-ac0tSd9j8/editToestemmingen:5
Naam: Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In UrduGrootte: 9 MBDownloads: 3Versie : 1.3Releasedatum: 2020-06-30 20:17:52Klein scherm: SMALLOndersteunde CPU:
Pakket-ID: com.deenehaqapps.surah.ikhlas.mushkilat.Hal.IslamicSHA1-handtekening: 36:19:9D:5B:19:80:A5:C2:2D:A6:9E:C7:5C:47:79:56:41:5A:EA:DAOntwikkelaar (CN): Organisatie (O): Deen-E-HaqPlaats (L): Land (C): Provincie/stad (ST): Pakket-ID: com.deenehaqapps.surah.ikhlas.mushkilat.Hal.IslamicSHA1-handtekening: 36:19:9D:5B:19:80:A5:C2:2D:A6:9E:C7:5C:47:79:56:41:5A:EA:DAOntwikkelaar (CN): Organisatie (O): Deen-E-HaqPlaats (L): Land (C): Provincie/stad (ST):

Nieuwste versie van Surah Ikhlas Sa Mushkilat Ka Hal In Urdu

1.3Trust Icon Versions
30/6/2020
3 Downloads9 MB Grootte
Downloaden

Andere versies

1.2Trust Icon Versions
23/4/2020
3 Downloads7.5 MB Grootte
Downloaden
1.0Trust Icon Versions
22/6/2018
3 Downloads6.5 MB Grootte
Downloaden
appcoins-gift
Games met AppCoinsVerdien nog meer beloningen!
meer